Buri Aadat Churane Ka Wazifa

Buri Aadat Churane Ka Wazifa

Buri Aadat Churane Ka Wazifa

Nasha, cigarette, aadat e bad, sharab, badkari aur bad nazri chorne ya churane ke liye "Ya Mani'u Ya Sabooru Ya Hadiu" ki 1 tasbeeh yeni 100 baar awal aakhir Darood e Ibrahimi 1, 1 baar har Namaz ke baad parh lein ya aap ki tarah se koi aur parh kar aap par dam kar de ya pani par dam krde aur wo pani aap pee lein.

6 comments:

  1. Kya aap bata sakte he is wazifa ko ham paani par dam karke Pee skte he.aur ye tasbeeh 100 baar kis tarah padhni he...

    ReplyDelete
    Replies
    1. Haan pani par dam kar ke pee sakte hein.
      Awal 1 baar Durood e Ibrahimi parhein aur phir 100 baar "Ya Mani'u Ya Sabooru Ya Hadiu" parhein aur akhir mein 1 baar phir Durood e Ibrahimi parhein.

      Delete
    2. kiya hum apny husband keliya parh sakty hai

      Delete
    3. Husband par parh kar dam karein ya pani par dam kar ke dein

      Delete
  2. Asalam-o-alikum agar wo shaks hm se door rehta ho to oske leye khayali phook sakte hain dum kr sakte hain kya

    ReplyDelete