Surah Nasr Benefits

 

surah nasr ka wazifa

Surah Nasr Ka Wazifa:

Jo koi chahta hai ke is kamon mein rukawatein door ho jayen to wo Surah Nasr ko kisi bhi Namaz k baad aur agar kar sakte to har hr Namaz k baad 41 times aur awal o akhir 1, 1 martaba Durood e Ibrahimi parh liya karein. Khudawand aalam ghaib se madad farmayengay.
Jaiz maqsad, acha rishta, karobar mein taraqqi, ghar k muamlaat, larai jhagre, rizq, izzat aur shohrat tamam rukay hue kaam behtar se behtareen ho jayengay.

No comments:

Post a Comment