Wazifa For Face Beauty

Most of the girls and boys get rashes or spots on their face, so we tell them this is the process and their face turns white like the moon of the fourteenth and becomes very beautiful. But if you want eternal beauty, bring light to your face and get rid of blemishes, then the treatment that Muhammad PBUH gave 1400 years ago, we as Muslims can never refuse this treatment because Muhammad PBUH What is said is true and it can never be denied. If we follow this duty, we will never need facials, etc., we will increase the beauty of our face and we will avoid skin diseases.

 Before going to bed at night, recite Durood-e-Ibrahimi three times, first and last, and in between, recite the name of Allah, “Ya Musawir” 41 times. And keep doing it every day will be full of light for you and your face will be as bright as the moon and you will be free from skin diseases.

Khubsurti Ka Wazifa


khubsurti ka wazifa

Aksar larkio aur larkon ke chehre par danay ya daagh nikal aate hein inko hum yehi amal batate hein aur inka chehra chodwee ki chaand ki tarah safed ho jata ha aur kaafi khoobsurat ho jata hai. Lekin agar hamesha ki khubsurti chahte hein, chehre par noor lana chahte hein aur daagh dhabbe khatam karna chahte hein to Muhammad Sallallahu Alaihi Wasallam ne 1400 saal pehle jo ilaj bataya tha to hum Muslim hone ki hesiyat se is ilaj se kabhi inkar kar hi nahi sakte kiyounke Muhammad Sallallahu Alaihi Wasallam ne jo bataya wo sach aur haq ha aur ise kabhi bhi jhutlaya nahi ja sakta agar is Wazifa par amal kareingay to kabhi bhi facials waghera ki zaroorat nahi paregi, chehre ki khubsurti mein izafa hoga aur jild k amraz se bache rahengay.
Raat sone se pehle awal o akhir 3, 3 baar Durood e Ibrahimi parhein aur darmiyan mein Allah Pak ka naam "Ya Musawir" 41 baar parhein aur parhne k baad apna hath chehre aur gardan par pher lein aur phir so jayen is amal ko apni zindagi ka mamool bana lein aur musalsal karte rahein Insha Allah har din aap k liye noor se bharpoor hoga aur chehra chaand ki manind roshan hota jayega aur skin disease se bache rahengay. 

No comments:

Post a Comment