Health Benefits Of Jaggery

Until the name of sugar was heard and it was not widely prepared, before that people used pure jaggery which had a unique taste and also reduced diseases among the people. According to the doctors, new jaggery It has been declared to be most useful for various ailments like asthma, cough and stomach worms. Jaggery heals the stomach, relieves constipation and relieves gas. Molasses contains carotene, nicotine, acids, vitamin A, vitamin B1, vitamin B2, vitamin C, as well as iron and phosphorus. Mothers of infants whose milk is not sufficient for their children should use only white cumin powder and jaggery in the morning and evening. This will increase the amount of milk. The iron in jaggery also cures anemia and increases the amount of hemoglobin in the blood. Strengthens the body's immune system.

People with arthritis and inflammation should use 5 grams of jaggery and 5 grams of ginger powder. This will not only relieve the knee pain but also reduce the swelling.

Gud Ke Fayde

gud ke fayde

Jab tak sugar ka naam kisi ne nahi suna tha aur bare pemane par is ki tayyari nahi hoti thi is se pehle log khalis gud ka istemal karte thay jis kataste unique hota tha aur logon mein beemarian bhi kam hoti thi. Doctors ke mutabiq gurr asthma, khansi aur pait k keere waghera jese mukhtalif amraz k liye mufeed tareen qarar diya gaya hai. Gud stomach ko theek karta hai, qabz ko door karta hai aur gas ki takleef khatam karta hai. Gurr mein carotene, nicotine, acids, vitamin A, vitamin B1, vitamin B2, vitamin C k sath sath iron aur phosphorous bhi paya jata hai. Sheer khuwar bachon ki mothers jin ka doodh bachon k liye kafi na hota ho wo sirf itna karein ke doodh k sath safed zeere ka safoof aur gud subah o sham istemal karein. Is se doodh ki miqdar barhe gi. Gud mein mojood folad anaemia ko bhi theek karta ha aur kho0on mein hemoglobin ki miqdar barhata hai. Jism ki quwate mudafiat mazboot karta hai. Arthritis aur sozish mein mubtala afrad 5 gram gud aur 5 gram adrak ka powder istemal karein. Is se na sirf ghutno ka dard se nijat milegi balke soojan bhi kam hogi.

No comments:

Post a Comment