Health Benefits Of Onion

Onion is a close relative of garlic. Popular food of ancient Egypt which is also mentioned in the Bible. The sharp and sticky smell of onion is due to the sulfur in it.

The water coming out of the eyes while chopping onions is useful for eyesight.

It has antioxidant and antibiotic properties.

Onions protect against infectious diseases such as cancer and diabetes.

Onions are extremely useful for weakening the strength in men.

If you use onions regularly, you will lose your life by taking steroids.

Eating a medium-sized raw onion as a salad at noon will not require you to take medication.

Onions are the best disinfectant.

Removes waste and acidic substances from the blood.

Reduces high blood pressure.

Regular consumption of onions protects against heart attack.

To get rid of head lice, take onion juice and apply it on the hair roots, leave it on for 2 hours and then wash the hair. Do not use shampoo or soap. Continuous use for 15 days will make your hair grow stronger. There will be and lice will be eliminated.

Removes yellowing of the face.


Onion Benefits For Hair:

pyaz ke fayde

Pyaz lehsan ka qareebi rishtedar hai. Qadeem misar ki maqbool ghiza jiska zikar bible mein bhi mojood hai. Pyaz ki tez aur chubhne wali smell is mein mojood gandhak ki waja se hai.
Pyaz kat'te hue ankhon se nikalne wala pani ankhon ki beenai k liye mufeed hai.
Ye anti oxidantds aur anti biotic khusoosiyat ka hamil ha. 
Pyaz cancer aur sugar jesi moozi amraz se tahaffuz faraham karta ha.
Mardo mein quwwat bah ki kamzori ke liye pyaz behad mufeed ha.
Agar aap pyaz ka musalsal istemal karte hein to aap ki steroid lene se jaan choot jaye gi.
Darmiyane size ka kacha pyaz dupehar k waqt batore salad khane se aap ko medicines ka sahara nahi lena parega.
Pyaz behtareen jaraseem kush ahi.
Khoon se fasid aur tezabi madon ko kharij karta hai.
High blood pressure ko kam karta hai.
Pyaz ka musalsal istemal heart attack se mehfooz rakhta hai.
Sar ki juen khatam karne ke liye pyaz ka arq nikal lein aur isko balon ki jaron mein lagayen, 2 ghante tak laga rehne dein aur phir balon ko dho lein shampoo ya soap ka istemal na karein. 15 din k musalsal istemal se aap ke baal barhengay bhi mazboot bhi honge aur lice ka bhi khatma ho jayega.
Chehre ki zardi ko door karta hai.

No comments:

Post a Comment