Manicure Pedicure At Home

Manicure Pedicure At Home

The beauty of women is their own example, they want to feel beautiful and appreciated from head to toe. This is why she focuses on beauty care. Female nails are often neglected in care, which makes them attractive to their hands. Make sure to have a manicure and pedicure at least once a month to maintain the beauty of the nails.

Manicure And Pedicure Method:
First, wipe the nail polish on the nails of the hands and feet.
File the nails according to the finger shape.
Use a wood filler to file.
Throw the wood filler once in use.
If your fingers are long, trim the nails into a round shape.
The square shape is also suitable for long fingers.
If your fingers are thick, file the nails in a nasal fashion so that the fingers look longer and narrower.
If you are accustomed to washing your hands frequently with water at home, then these membranes go away automatically. Otherwise, cream lotion and liquid are available in the market to help them do this.
After removing the cuticle, clean hands and feet.
Use specially made masks for hands and feet.

Manicure Pedicure Ka Tarika

manicure pedicure ka tarika
Khawateen ka husn apni misaal aap hota ha wo sar se paon tak haseen lagne aur sarahe jane ki khuwahish mand hoti hein. Yehi waja hai ke wo husn ko sanwarne mein apni khas tawajja markooz rakhti hein. Khawateen nails ki dekh bhaal mein aksar la parwa ho jati hein jis se in ke hathon ki kashish mand par jati ha. Nails ki khoobsurti ko qaim rakhne ke liye kam az kam mahine mein 1 baar manicure aur pedicure zaroor karwayen.

Manicure Pedicure Karne Ka Tarika:
Pehle hathon aur pairon ki nails par se nail polish saaf kar lein.
Nails ko fingers ki shape ki munasibat se file karein.
File karne ke liye lakri ke bane huway filler ka istemal karein.
Lakri ka filler 1 martaba istemal ke baad phenk dein.
Agar aap ki ungliyan lambi hein to nails ko round shape mein tarashein.
Lambi fingers ke liye chokor shape bhi munasib ha.
Agar aap ki ungliyan moti hein to nails nokeelay andaz mein file karein takay ungliyan lambi aur nazuk dikhai dein.
Agar aap ghar ke kaam kaaj mein bar bar pani se hath dhone ke aadi hein to ye jhilli khud bakhud utar jati hein. Basoorat deegar is ko utarne ke liye bazar mein cream, lotion aur liquid available hein in ki madad se ye kaam karein.
Cuticle utarne ke baad hands aur legs ko saaf kar lein.
Hands aur legs ke liye khas tor par banaye gaye mask ka istemal karein.

No comments:

Post a Comment