Wazifa For Beauty

Wazifa For Beauty

wazifa for beauty

Jis shakhs ka chehra be ronaq aur wo chahta hai ke us ka chehra pur noor aur khoobsurat ho jaye to Surah Noor ki Ayat # 35 ko rozana kam az kam 1 martaba ba wuzu parhe. Phir apnay hathon par dam kare aur hath chehre par pher le.
Agar koi panj waqta Namazi har Namaz ke baad ise parhna chahe to beshak khoob faidamand sabit hoga, Insha Allah.
Khuloos o aqeedat se kiye gaye is amal se aap ko 7 din mein hi faida nazar aane lagega. Lekin aap jab tak parhna chahein is Wazifa ko parh sakte hein. Iska koi nuqsan nahi hai bas faida hi faida hai.
Note: Khawateen haiz/mahwari ke dino mein ye Wazifa na karein.

No comments:

Post a Comment