Chehre Ke Daagh Dhabbe Muhaso Aur Chaiyon Ka Ilaj

Chehre Ke Daagh Dhabbe Muhaso Aur Chaiyon Ka Ilaj

chehre ke daagh dhabbe muhaso aur chaiyon ka ilaj

Aksar nojawan larkay aur larkiya chehre ke daagh dhabbo se pareshan dikhai dete hein aur chaiyon k liye best cream use karte hein. Taham agar in muhaso aur chaiyon se nijat chahte hein to thori si ahtiyat lazim hai. Kiyounke ahtiyat ilaj se behtar hai. Agar aap chehre ke daagh dhabe aur chaiyan khatam karna chahte hein to in aazmooda totko par amal karein.
* Khoorak mein protein, green vegetables aur fruitss ziyada se ziyada istemal karein.
* Regular exercise karein aur khuli hawa mein sair ko jayen.
* Ziyada dhoop mein rehne se bachein bawaqt zaroorat best sunblock use karein..
* Jab bhi nahane jayen to 5 minute pehle lemon juice ko face par lagayen.
* Butter aur milk ki balai ka bhi daily use karein.
* Bhens ke doodh mein badam ko khoob bareek pees kar achi tarah mila lein aur raat ko sote waqt pooray face par malein aur subah ko thanday pani se wash kar lein.

No comments:

Post a Comment