Surah Nasr Ka Wazifa

Surah Nasr Ka Wazifa

surah nasr ka wazifa

Mushkilat se nijat k liye bohat se wazaif maroof hein. 1 asan tareen tarika ye hai ke aap Surah Nasr hifz kar lein, Wesay aam tor par ziyada tar Muslim ko ye yaad hoti ha, jinhen nahi wo bhi isko hifz kar lein ke is Surah Nasr mein insan k liye fatoohat ki khushkhabri mojood ha.
Allah Kareem ne fatah yabi aur banday ko shukar o tasbeeh ki hidayat farmai ha. Is ko rad bala ke liye parha jata ha.
Aap ko jismani aur karobari tor par bacho ke rishton mein mulazmat aur imtahanat mein mushkilat ka samna ha to rozana awal aakhir is Surah ko 7 baar parhna mamool bana lein, Insha Allah har tarah ki mushkil asan ho jayengi.

No comments:

Post a Comment