Jaldi Shadi Ka Wazifa
Note: Namaz ki pabandi shart ha, ye amal khalwat mein karein.
Agar shadi mein koi rukawat ho to har Namaz ke baad 222 martaba Ya Allahu Ya Lateefu Ya Raheemu pabandi ke sath parhe Insha Allah rukawat door ho jaye gi.
Agar aap ki mangni k baad shadi mein rukawat aati ho chahay wo qudrati ho ya hasad ki waja say kisi ki paida karda ho to aap ko yeh karna hai k 11 din tak rozana Asar ki Namaz ke baad 33 martaba Durood Taj Sharif parh kar 1 glass pani par dam kar k wo pani pee lein or sath hi un rukawaton k door honay k liye Dua bhi karein. Insha Allah tamam rukawatein door ho jayengi.
No comments:
Post a Comment