Rizq Mein Barkat Ka Amal In Urdu

Rizq Mein Barkat Ka Amal In Urdu

rizq mein barkat ka amal in urdu

Chand alfaz ka Wazifa bata rahe hein ke jin ko parhne se ghurbat ka khatima ho jata ha or rizq e halal ke darwazay khul jate hein.
Subah sham ba wuzu awal aakhir 3, 3 martaba Durood e Ibrahimi or darmiyan mein 100 bar ye kalmat parhein. Insha Allah bohat jald hi halat mein behtari aani shru ho jaye gi.
"La Ilaha Illallahul Malikul Haqqul Mubeen"
Insha Allah thoray hi arsay mein rizq mein farawani aaye gi or in alfaz ka parhne wala zaroorat mando ko dene wala ban jaye ga.

1 comment: