Rizq Mein Barkat Ka Amal

Rizq Mein Barkat Ka Amal

rizq mein barkat ka amal

Khana pakana or khana khana ye dono hi Musalmano ke liye bohat hesiyat rakhte hein, aaj mein aap ko rizq mein barkat ka chota sa herat angez Wazifa bataoonga, ye khas tor par ladeis ke liye hai kiyounkay ladies hi aam tor par kitchen ke responsibility sanbhalti hein or khana pakana bhi isi zimme dari mein aata ha. Aap khana pakate hue is asan se amal ko karein or phir apne ghr mein khairo barkat ka nazara karein. Jab bhi aap khana pakane lage to sab se pehle wuzu kar lein is ke baad khana pakane ke doran 3 bar Durood Shareef parhien, 11 bar Surah Quraish parhein, 11 bar Surah Kausar parhein phir aakhir mein doobara 3 bar Durood Shareef parhein or pani par dam kar ke ye pani salan mein daal dein. Is khane ko jo jo bhi khaye ga wo beemar nahi hoga, is ghar mein kabhi rizq ka masla nahi hoga, kabhi rozi tang nahi hogi or kabhi bhi ghurbat o iflaas or faqa is ghar mein nahi aaye ga.

No comments:

Post a Comment