Aulad Ki Tarbiyat Ka Wazifa

Aulad Ki Tarbiyat Ka Wazifa

aulad ki tarbiyat ka Wazifa

Agar aap sahabe aulad hein or chahte hein ki aap ki aulad na farman na ho to awal aakhir 11, 11 martaba  Durood Shareef parh kar "Ya Barru" is ka wird 100 martaba karein. Is Wazifa ko hasbe zaroorat 11 din, 40 days ya is se zaid arse ke liye jari rakh sake hein. Is Wazifa ki barkat se aulad na farman nahi hogi or nafarman aulad bhi farmanbardar, naik or sualeh hojati hai. Jo shakhs bacha paida hone ke baad 7 martaba is ism ko parh kar dam kare or Allah ke supard kar de to wo balughat tak tamam aafato se mehfooz rahe ga.

No comments:

Post a Comment