Har Kaam Mein Kamyabi Ka Amal In Urdu

Har Kaam Mein Kamyabi Ka Amal In Urdu

har kaam mein kamyabi ka amal in urdu
har kaam mein kamyabi ka wazifa

nazireen kia aap kisi kaam mein kamyabi chahte hein? or aap chahte hein ke is kaam mein aapko faida ho, algharz kisi bhi qisam ka kaam ho shart ye hai ke wo jaiz ho, us kaam mein kamyabi hasil karne ke liye aap mehnat ke sath ye amal karein. Kisi bhi jaiz kaam ko shru karne se pehle 41 martaba "Ya Nafiu" jis ki urdu mein meaning hai نفع پہنچانے والا parh liya karein awal aakhir Durood Shareef 1, 1 martaba to Insha Allah is amal ki barkat se har jaiz kaam mein kamyabi hogi or faida hoga.

No comments:

Post a Comment