Zuban Bandi Ka Qurani Wazifa

Zuban Bandi Ka Qurani Wazifa

zuban bandi ka Qurani Wazifa

Nazireen agar koi shakhs aapko nuqsan pohanchana chahta ho, aap par ilzam tarashi karta ho ya aap par tohmat lagata ho or muashre mein aap ki badnami ka bai's banta ho to hum aap ko dushman ki zuban bandi ka amal batayengay jis ke karne se Insha Allah dushman ki zuban band rahe gi or aap ki izzat mehfooz rahe gi.
Quran Pak ki Sipara # 5 ki Surah Nisa ki Ayat # 45 yaad kar lein or kasrat se is Ayat ko parhte rahein or jab is shakhs ka samna ho jo aap par tohmat lagata ho to dil hi dil mein ye Ayat parhte rahein, Insha Allah dushman ki zuban band rahe gi.

No comments:

Post a Comment