Mangni K Baad Shadi Mein Rukawat Ka Wazifa

Mangni K Baad Shadi Mein Rukawat

mangni k baad shadi mein rukawat ka wazifa


Agar aap ki mangni k baad shadi mein rukawat aati ho chahay wo qudrati ho ya hasad ki waja say kisi ki paida karda ho to aap ko yeh karna hai k 11 din tak rozana Asar ki Namaz ke baad 33 martaba Durood Taj Sharif parh kar 1 glass pani par dam kar k wo pani pee lein or sath hi un rukawaton k door honay k liye Dua bhi karein. Insha Allah tamam rukawatein door ho jayengi.

Many times the engagement is done, but later some obstacles start coming, due to which it becomes difficult to consummate the marriage. These barriers can be natural or created by someone's jealousy. A boy or a girl whose marriage is facing obstacles should recite Durood Taj Sharif 33 times after Asr prayer every day for eleven days and blow on a glass of water and drink that water and at the same time also pray for these obstacles to be removed. Insha Allah all obstacles will be removed and the marriage will be completed easily.

6 comments:

  1. Kya ye wazifa ksi or timing mein kya ja sakta hai?

    ReplyDelete
    Replies
    1. Kisi or timing may ye Wazifa nahi kiya ja sakta.

      Delete
    2. Ye wazifa krty hue agr magrib ka time ho jae to kya kia jae?? Magrib ki namaz k bd is darood ko prh skty hn ya magrib sy pehly pehly tk prhna h?? Kindly guide me as it was my first day with this wazifa and I hardly recite this darood 12 times and the mahrib azan has started.then i quit this wazifa and offer my magrib prayer. .
      Kindly guide me. As I am much worried about the delay in my marriage after engagement.
      Thanks in advance

      Delete
    3. Durood Shareef parhte parhte agar Maghrib ka time ho jaye to Maghrib ki Namaz k baad ginti poori kar ke pani par dam kar ke pee lein.

      Delete
  2. Aoa walikum kis ki ijazat hai or ye kia bs lrki hi kr sakti hai ya koi or BHI Kr sakte hai

    ReplyDelete
    Replies
    1. Wa Alaikum Assalam! Ijazat ki zaroorat nahi hai. Larki ya larka ke liye koi or bhi kar sakta hai.

      Delete