Fiqar o Faqa K Waqt Ki Dua

Fiqar o Faqa K Waqt Ki Dua

Fiqar o Faqa K Waqt Ki Dua

1 martaba Rasool Allah Peace Be Upon Him ke paas maal e ghanimat ki 5 bakriyan aayen, Hazrat Fatima Razi Allah Tala Anha ne Aap PBUH se farmaya: A Allah ke Rasool Sallallahu Alaihi Wasallam ghar mein fiqr o faqa ha kuch goats mujhe bhi ata farmayen to Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya: A Fatima! Jab Allah se dua mango to pehle ye kalmaat parh liya karo ye 5 goats se behtar hein.
1. Ya Awwal Al Awaleen
2. Ya Akhiral Akhirin
3. Ya Zal Quwwatil Matin
4. Ya Rahim Al Masakeen
5. Ya Arhamar Rahemeen

In kalmaat ko parh kar apni hajat Allah se mangein Insha Allah zaroori poori hogi.

3 comments: