Tamam Masail Ka Wazifa In Urdu

Tamam Masail Ka Wazifa

tamam masail ka wazifa
har pareshani se bachne ka wazifa

Jisa ke aap jante hein ke zindagi phoolon ki sej nahi hai, zindagi mein har insan ko kabhi na kabhi kisi na kisi masail ka samna karna parta hai chahe wo koi crore pati ya arab pati hi kiyon na ho. Kabhi beti ke rishte ka masla kabhi business mein loss ka masla ya kabhi depression ka shikar ho jana is tarah se or bhi kai masail hein jis mein insan kabhi na kabhi mubtala hota hai. Baaz dafa ye Allah Ta'la ki taraf se azmaish bhi hoti hai. Hum aap ko 1 aesa amal batayen gay jo ke aap ko daily karna hai jo hai bhi bohat asan or is amal ko karne mein mushkil se 1 minute bhi nahi lage ga.
Karna aap ne ye hai ke daily 3rd Kalmay ki 1 tasbeeh parhna apna mamool bana lein is ki barkat se aap ki tamam pareshaniya or masail hal hote chale jayengay.
Note: Namaz ki pabandi shart hai.

No comments:

Post a Comment