Jaldi Shadi Honay Ka Wazifa

Jaldi Shadi Honay Ka Wazifa

jaldi shadi hone ka amal
Agar kisi larkay ya larki ki shadi mein bohat mushkilat pesh aa rahi ho or kisi tarah se rishta tay na hota ho to aesay mein Asar ki Namaz ke baad awal aakhir Durood Shareef 21, 21 bar phir 1 bar buland awaz se Surah Al Ahzab ki tilawat karein or musalsal 11 din ye amal karein. Insha Allah is amal ki barkat se rishta ho jaye ga.
Note: Namaz ki pabandi shart ha, ye amal khalwat mein karein.

No comments:

Post a Comment