Health Benefits Of Mint

Mint is an invaluable gift of nature which is used to treat chest tightness, throat disease and lung infections. Mint is commonly used as a sauce in the home but this delicious sauce has many benefits as well as its flavor and aroma.

This scent of mint stimulates the glands which makes you feel hungry, food is well digested.

The use of mint relieves headaches and nausea. Mint is also beneficial in respiratory ailments, such as chest tightness, throat infections or lung infections. According to modern research, mint is very beneficial for human skin. Mint leaf water is the best cleaner for the skin and is also very useful in all skin diseases.

The use of mint eliminates fatigue throughout the day.

It is also useful in indigestion and gas. Mint also has the property of expelling harmful substances from the blood through sweat, so its use in socks like jaundice is very beneficial.

Mint has a great treasure of Vitamin E due to which it activates the blood vessels. Mint has great anti-allergy properties.

Mint should be thoroughly washed and then dried in the shade. When it dries, it will be hand-filtered and it will become like powder. Put it in a bottle and keep it. When you eat it, sprinkle it on it is useful for gas, indigestion and stomach ulcers.


Mint Leaves In Urdu

mint leaves in urdu

Podina qudrat ka wo anmol tohfa hai jis se seene ki jakar, halaq ki beemari aur lungs infection ka ilaj kya jata hai. Aam tor par pudina ko gharon mein chatni ke tor par istemal karte hein lekin ye mazedar chatni jahan zaiqa aur khushboo rakhti hai wahan iske faide bhi beshumar hein. Podina ki ye khushboo ghudoodo ko mutaharrik karti hai jis se bhook lagti hai, khana achi tarah se hazam hota hai. Pudina ke istemal se sar dard aur matli ka khatma hota hai. Podina amal e tanaffus se mutaliq beemario mein bhi faida mand hai, jese seene ki jakran, halaq mein infection ya lungs mein infection jesi beemario mein bhi podina istemal karne se khatam ho jati hein. Jadeed tehqeeq ke mutabiq podina insani jild ke lye bohat faidamand hai. Podina ki pattio ka pani jild ke liye behtareen cleaner ha, is k ilawa tamam jildi amraz mein bohat mufeed hai, podine ka istemal din bhar ki thakan kh khatam karta hai. Bad hazmi aur gas ki beemari mein bhi faidamand hai, podina mein ye khasiyat bhi hai ke khoon mein muzir madon ko pasina ke zariye kharij karta hai is liye yarqan jese moozi marz mein iska istemal bohat faida deta hai. Podina mein Vitamin E ka bohat bara khazana hota hai jis ki waja se khoon ki saryano ko faal karta hai podina ki bari khobi allergy se bachao ki hai. Podina ko achi tarah dho liya jaye to phir chaon mein sukha lein jab sookh jayen to hath se masal kar powder ki tarah ban jayega 1 sheeshi mein daal kar rakh lein jab khana khayen to is par chirak lein to gas bad hazmi aur mada ke zakham mein faidamand hai.

No comments:

Post a Comment