Radish Benefits

Radish is a popular vegetable with roots, it is of two types, red and white, it is eaten as a salad, it is also eaten cooked.

It has a warmer temperament and contains significant amounts of vitamin C, phosphorus, calcium and iron.

Radish digests food. It speeds up bowel movements and eliminates constipation.

If you stop urinating, eating radish will help you.

Eating radish strengthens teeth and benefits gum disease and pyorrhea.

Radish also cures gynecological and male diseases in the body.

The most successful treatment for hemorrhoids is radish.

Radish is also used to treat jaundice.


Muli Ke Fayde

muli ke fayde

Muli jar wali mashoor sabzi hai, ye surkh o safed 2 qisam ki hoti hai. Salad ke tor par khai jati hai ise paka kr bhi khaya jata hai. 

Is ka mizaj garam tar hai is mein Vitamin C, Phosphorous, Calcium aur Iron ki khasi miqdar hoti hai.

Muli khane ko hazam karti hai ye antarion ki harkat tez kar ke qabz ko khatam karti hai.
 
Peshab band ho to muli khate rehne se afaqa hota hai.

Muli khane se dant mazboot hote hein masoorho k amraz aur pyorrhea ko faida hota hai. 

Muli jism mein niswani aur mardana amraz ko bhi shifa bakhshti hai. 

Bawaseer ka sab se kamyab ilaj muli se hi mumkin hai. 

Yarqan ke marz ko bhi muli se afaqa hota hai.

No comments:

Post a Comment