Eid K Din Ka Wazifa

Eid K Din Ka Wazifa

eid k din ka wazifa

Jo shakhs Eid k din 300 martaba "Subhanallahi Wa Bihamdihi" parhe aur fot shuda Musalmano ki arwah ko iska Isal e Sawab kare to har Musalman ki qabar mein 1000 anwar dakhil hote hein aur jab wo parhne wala khud marega, Allah Ta'la uski qabar mein bhi 1000 anwar dakhil farmayega. (Ye wird dono Eiden mein kiya ja sakta hai)
                                                                             (Mukashifat Ul Quloob Page 308)

No comments:

Post a Comment