Health Benefits Of Garlic

Health Benefits Of Garlic

Garlic is a magical food commonly used in foods and flavors for pickles. But its benefits are so high that it is regularly counted in medicine. It contains substances with antibiotics that play an important role in healing the wound quickly.
Garlic is very useful in removing germs and losing weight, it also improves the heart and controls blood sugar levels. Today we tell you that if used with another natural diet, its benefits are doubled.
If honey is used in combination with garlic on a daily basis, it is a good remedy for the heart. Also, if anyone has severe colds, it should be chopped half onion with garlic, two teaspoons of red chilli powder, one teaspoon ginger paste, one tablespoon lemon juice  and vinegar. To make it, take a pot and put half a liter of water in it, then add ginger and garlic to it. Then add the rest and leave. This beverage is used for cold, fever and sore throat.

Lehsan Ke Fayde

lehsan ke fayde 
Lehsan 1 jadooi ghiza ha jiska aam tor par istemal khano mein aur achar mein zaiqa ke liye kiya jata ha lekin iske fawaid is qadar ziyada ha ke iska shumar baqaida dawa mein kiya jata ha. Is mein mojood anti biotic ke sath aesay maday hein jo zakham ko jaldi theek karne mein ahem kirdar ada karte hein.
Lehsan jaraseem khatam karne aur wazan kam karne mein behad mufeed hote hein is ke sath ye dil ko bhi behtar banata ha aur khoon mein shakar ki miqdar ko control mein rakhta ha. Aaj hum aap ko batate hein ke agr iska istemal 1 aur qudrati ghiza ke sath  kiya jate to iske fawaid mein dugna izafa hotaha.
Lehsan ke sath agr shehad ko mila kar rozana ki bunyad par nihar moo iska istemal kiya jate to ye dil ka behtareen ilaj ha. Is ke sath agar kisi ko shadeed nazla o zukam ho to is ke lie lehsan ke sath adha piyaz kuta huwa, 2 adad surkh mirch pisi hui, 1 chammach adrak ka paste, lemon juice 1 chammach aur iske sath sirka liya jaye, Isko banane ke liye 1 mitti ka bartan lein aur is mein half liter pani lein phir is mein adrak aur lehsan dalein is ke baad baqi sari cheezein daal lein aur chor dein. Is mashroob ka istemal nazla zukam, bukhar aur galay ki kharabi mein kiya jata hai.

No comments:

Post a Comment