Health Benefits Of Eating Eggs

Health Benefits Of Eating Eggs

You must have seen many people who do not have breakfast without eggs, who like eggs, and they consider eating egg in every breakfast an essential part of their diet. It is rich in protein, iron, amino acids and antioxidants.
If we consume eggs daily, it gives our body 12 grams of protein, while according to a medical study, eating eggs has a good effect on the health of the brain. It is said that if consumed on a daily basis, the egg also protects the eyes because it contains a component called lutein, which is good for the eyes.
In addition to eating eggs daily, it eliminates the problem of hair fall and eliminates toxic material from the liver. It is also very useful for bones. According to one study, cholesterol in eggs is very useful to our heart because it is not just cholesterol which is harmful but also because of the cholesterol in the eggs, blood vessels are cleansed properly and at the same time. They are also very useful in losing weight.
It is said that if consumed on a daily basis, it reduces the risk of cancer and the risk of breast cancer, especially for women.

Benefits Of Egg In Urdu

benefits of egg in urdu

Aap ne bohat se logon ko dekha hoga ke jin ka nashta baghair anday ke nahi hota nin ko anda bohat pasand hota ha aur wo har nashte mein anda khana apni ghiza ka zaroori hissa samajhte hein. Yaad rakhein anda na sirf khane mein acha lagta hai balke ye sehat ke liye nihayat mufeed ha. Is mein protein, iron, amino acid aur anti oxidants bharpoor miqdar mein mojood hota ha.
Agar hum anda rozana istemal karein to is se hamare jism ko 12 gram protein hasil hoti ha jabke 1 tibbi tehqeeq ke mutabiq anda khane se dimagh ki sehat par acha asar parta ha. Kaha jata ha ke agar anday ka rozana ke aetibaar se istemal kiya jaye to is se beenai ko bhi hifazat hasil hoti ha kiyounke is mein lutein nami juzz paya jata ha jo eyes ke liye behtar hota ha.
Iske ilawa rozana anda khane se balon ke girne ka masla khatam ho jata ha aur jigar se zehrile muwad ka ikhraj ho jata ha, ye haddion ke liye bhi intahai mufeed ha. 1 research ke mutabiq andon mein mojood cholesterol hamare dil ke liye behad mufeed ha kiyounke ye wo cholesterol nahi hota jo nuqsan deh hota ha balke anday mein mojood cholesterol ki waja se khoon ki sharyano ki safai bohat munasib tariko se hoti ha aur iske sath sath ye weight kam karne mein bhi nihayat mufeed hote hein.
Kaha jata hai ke agar rozana ki bunyad par anda istemal kiya jaye to is se cancer ka khatra bhi kam ho jata ha aur khaas kar khawateen ke lye breast cancer ka khatra bohat kam ho jata ha.

No comments:

Post a Comment