Beauty Tips For Face At Home

Beauty Tips For Face At Home


Egg Whites:
This will make your skin look beautiful and the scars will disappear. Take one egg white and add one lemon juice to it and apply it on the skin. With a few days of use you will see a clear difference.

Yogurt:
The lactic acid contained in it will make the skin opener and make the skin even nicer. Take one tablespoon of yogurt apply on the face and leave it for 10 minutes, then scrub the skin with a clean cloth. This will not cause wrinkles on the skin as well as the scars will disappear.

Do Not Wash More:
Try not to wash your face repeatedly, do not wash your face more than three to four times a day as this will keep the facial skin refreshed and the skin will become dehydrated soon.

Baking Soda:
Make a paste of baking soda with water and massage it on the face. After a minute wash with fresh water, this will also keep the skin fresh.

Apple Vinegar:
Put a little apple vinegar in the water and apply it on all the face with the help of cotton. With the help of this, the skin masses will become smaller and wrinkles will decrease and the skin will stay fresh.

Face Beauty Tips In Urdu For Girl


face beauty tips in urdu for girl
face beauty tips in urdu for girl

Anday Ki Safedi:
Is ki waja se aap ki jild khoobsurat hogi aur in mein nishanat ghaib ho jayengay. 1 anday ki safedi lein aur is mein 1 lemon juice shamil kar ke jild par lagayen, chand din ke istemal se aap wazeh faraq dekhengay.

Dahi:
Is mein mojood lactic acid ki waja se jild ke soorakh chote hote jayengay aur jild bhi khoobsurat hogi. 1 khane ka chammach dahi ka lein aur ise 10 minute laga rehnte dein, is ke baad kisi saaf kapre se jild ki safai kar lein, is ki waja se jild par wrinkles bhi nahi banengi aur sath hi nishanat bhi ghaib ho jayengay.

Ziyada Na Dhoyen:
Koshish karein ke apnay moo ko bar bar na dhoyen, din mein 3 se 4 baar se zaid moo no dhoyen kiyounke is tarah chehre ki jild se tazgi jati rahegi aur nami mein kami se jild be jan ho jayegi.

Baking Soda:
Pani ki madad se baking soda ka paste bana lein aur ise chehre par massage karte hue lagayen. 1 minute ke baad taza pani se dho lein, is ki waja se bhi jild taza rahegi.

Apple Vinegar:
Pani mein thora se saib ka sirka dalein aur rooi ki madad se saray chehre par lagayen. Is ki madad se jild ke masam chote hongay aur wrinkles mein kami aayegi aur jild taza rahegi.

No comments:

Post a Comment