How To Make Hair Thicker And Fuller Naturally Home Remedies

How To Make Hair Thicker And Fuller Naturally Home Remedies

If you are upset with your falling hair and can't stop them from trying to exist, let's tell you the simplest prescription that will make your hair thicker in days.
Eggs: Eggs are full of protein and if you apply eggs on the head, the hair will grow very fast. Throw one or two eggs in your wet hair and allow them to remain in the hair for half an hour. Now wash your hair with warm water and shampoo. Repeat this recipe at least twice a week.
You can take egg yolk in an alternate recipe and pour one teaspoon of oil of your choice and two tablespoons of water. Now apply this material to your head and massage it lightly. Using this recipe once a week will make your hair thicker.
Olive Oil: Massage your head with semi-hot olive oil and wash your head after 45 minutes. It is best to apply olive oil before going to bed at night and wash your head with any shampoo in the morning.
If you like, add the olive oil to the honey and apply this solution in the head and wash it after half an hour.

Baal Lambe Aur Ghane Karne Ka Tarika

Baal Lambe Aur Ghane Karne Ka Tarika

Agar aap apnay girte hue balon ki waja se pareshan hein aur bawajood koshisho ke inhein rok nahi pa rahe to pareshan na ho, aaye aap ko 1 asan tareen nuskhe batate hein jis se aap ke baal dubara dino mein ghane ho jayengay.

Anday: Anday proteini se bharpoor hote hein aur agar aap anday sar par lagayen to baal bohat tezi se barhein gay. Apnay geelay balon mein 1 ya 2 anday phent kar lagayen aur aadhay ghante tak inhein  balon mein laga rehne dein. Ab apnay balon ko garam pani aur shampoo se dho lein. Is nuskhe ko hafte mein kam az kam do baar dohrayen.
Aap 1 alternate nuskhe mein anday ki zardi lekar is mein 1 spoon apni pasand ka tail dalein aur sath 2 spoon pani bhi dalein. Ab is mawad ko sar mein lagayen aur halka massage karein. Hafta mein 1 baar ye nuskha istemal karne se aap ke baal mote ho jayengay.

Zaitoon Ka Tail: Apnay sar ka massage neem garam zaitoon ke tail se karein aur 45 minute ke baad sar dho lein. Behtar ha ke raat ko sone se qabal zaitoon ka tail lagayen aur subah uth kar sar kisi bhi shampoo se dho lein. Aap chahte hein to zaitoon ke tail mein shehad bhi shamil karlein aur is mehlool ko sar mein lagayen aur aadhay ghantay baad sar dho lein.

No comments:

Post a Comment