Asthma Cough At Night Remedy

Asthma Cough At Night Remedy

Due to environmental pollution and poor diet, asthma, other respiratory diseases, lung diseases and cough have become very common. As the seasons change, these diseases intensify and we are forced to rush to the doctors. Although expensive medicines are often not very effective in treating these diseases, a prescription made from natural foods is popular and available worldwide for the solution to all these problems. The ingredients and recipe are as follows:

Ingredients:
2 Lemon
Water 5 Liters
Honey 7 teaspoons 
Onion half a kilogram
Half a kilogram of sugar

Method:
Put sugar in a pot and put it on fire and when its color starts to change, add chopped onion after frying it for a while add water too . Cook the mixture to lightly lighten the fire even if the amount of water is one third. Remove it from the fire and let it cool for a while, then add the honey and lemon juice to it. Stir the mixture well and allow to cool. Now remove the slices of onion in it and store the remaining mixture in a glass bottle.
Use this simple and useful recipe just a teaspoon before meal. If you are allergic to onions, refrain from using it. Medical experts say the prescription is not only useful for asthma, lungs and respiratory diseases and coughs, but also strengthens the liver and heart.

Asthma Ka Gharelu Ilaj

asthma ka gharelu ilaj

asthma ka gharelu ilaj
Maholyati aaloodgi aur naqis khurak ki waja se dama, saans ki beemario, phephron ki beemari aur khansi bohat aam ho chuki ha. Mosam badalne ke sath in beemario mein mazeed shiddat aa jati ha aur hum Doctors ki taraf dor lagane par majboor ho jate hein. Agar chay expensive medicines bhi aksar in beemario ke ilaj ke liye bohat kargar sabit nahi hoti lekin qudrati ghizaon se tayyar karda 1 nuskha in tamam masail ke hal ke liye dunya bhar mein maqbool aur aazmooda ha. Is ke ajzaye tarkeebi aur tarika darj zel hein:

Ingredients:
Lemon 2     Pani 5 Liters
Honey 7 teaspoons   
Onion 1.5 kg
Sugar 0.5 kg

Method:
Sugar ko 1 bartan mein daal kar aag par rakhein aur jab iska rang tabdeel hone lage to is mein kata huwa piyaz daal dein aur kuch dair tak ise bhoonne ke baad pani bhi shamil kar dein. Aag ko qadray halki kar ke is mixture ko pakne dein hatta ke pani ki miqdar 1 tihai reh jaye. Ise aap aag se utar kar kuch dair ke liye thanda hone dein aur is ke baad honey aur lemon juice bhi is mein mila dein. Mixture ko achi tarah hila kar mix kar lein aur mazeed thanda hone dein. Ab is mein mojood piyaz ke pieces nikal kar baqi mixture ko glass bottle min mehfooz kar lein.
Is sada aur useful nuskhe ka sirf 1 teaspoon khanay se qabal istemal karien. Agar aap ko piyaz se allergy ha to is ke istemal se perhez karein. Tibbi mahireen ka kehna ha ke ye nuskha sirf dama, lungs aur saans ki beemario aur khansi ke liye mufeed ha balke jigar aur dil ko bhi taqwiyat deta hai.

No comments:

Post a Comment