Methi Dana Ke Fayde

Methi Dana Ke Fayde

methi dana ke fayde

Benefits Of Fenugreek Seeds

Fenugreek seeds is not only used to enhance the taste of food, but is also used to achieve many beneficial effects. Fenugreek seeds is also important for your skin and internal health.

Fenugreek Seeds For Acne:

If you are suffering from acne on the face, you should use fenugreek seeds. The way to use it is to add 4 teaspoons of fenugreek seeds in 4 cups of water and leave it for overnight. Get up in the morning, remove the fenugreek seeds from the water and add them to another water and boil for 15 minutes, then strain the boiling water. Dip the cotton in filtered water and apply it on the skin twice a day. This way you will get rid of acne. Store this water in the refrigerator to keep it usable.

Fenugreek Seeds For Hair:

Fenugreek seeds can make your hair healthier and longer. Add some fenugreek to a coconut oil and pour it into a bottle where air cannot penetrate. Keep this bottle in a cool place for three weeks but the sun cannot reach there. Then apply this oil on top of the head. Your hair will be beautiful and healthy.

Fenugreek Seeds For Diabetes:

If you have diabetes, include fenugreek in your diet. It controls blood sugar levels. It is capable of producing insulin.




Methi dana sirf khano ke zaiqe barhane ke liye kaam aata hai balke faidamand asraat ke husool ke liye bhi istemal kia jata hai. Methi dana aap ke skin aur androoni sehat ke liye bhi intahai ahem hai.

Keel Muhase Se Nijat:

Agar aap ke chehre par nikalne walay keel muhase se tang hein to aap ko chahiye ke methi dana istemal karein. Is ke istemal ka tarika kuch youn ha ke 4 cup pani mein 4 khane ke chammach methi dana shamil kar ke raat bhar ke liye chor dein. Subah uth kar pani se methi dana nikal kar doosre pani mein shamil kar ke 15 minute tak boil karein, us ke baad ublay huway pani ko chaan lein. Chane huway pani mein rooi ko dubo kar din mein 2 martaba jild par lagayen. Is tarah aap ko keel muhaso se nijat mil jayegi. Is pani ko qabil e istemal rakhne ke liyr refrigerator mein mehfooz rakhein.

Methi Dana Se Balo Ka Ilaj:

Methi dana aap ke balon ko mazeed sehatmand aur lamba kar sakta hai. Thora sa methi kisi nariyal ke tail mein shamil kar ke aesi bottle mein dalein. jis mein hawa dakhil na ho sakti ho. Is bottle ko 3 hafto ke liye aesay maqam par rakh dein jo thanda ho lekin wahan sooraj ki roshni na pohanch sake. Is ke baad e tail sar ki choti mein lagayen. Aap ke baal khoobsurat aur sehatmand ho jayengay.

Methi Dana Se Sugar Ka Ilaj:

Agar aap ko sugar ka marz lahaq ha to apni khoorak mein methi shamil rakhein. Ye khoon mein sugar level ko control karti ha. Ye insulin paida karne ki salahiyat rakhti hai.

No comments:

Post a Comment