Methi Ke Fawaid

Methi Ke Fawaid

methi ke faiday
benefits of fenugreek
methi ke faide

Iron, Vitamin A, Vitamin B or Vitamin C is ke ingredients hein.
Methis balgham or badi ko door karne ke liye behad mufeed ghiza  hai.
Methi hazma ko durust or tez karti hai.
Methi khane se haiz or peshab khul kar aata hai or masana ko taqat deti hai. Masana ki sardi mein methis sab se kamyab ghiza or dawa hai.
Methi kamar dard or liver pain ko door karti hai.
Haiz band ho to methi boil kar ke is ka joshanda pilayen, haiz ki har rukawat ko door karde ga.
Asthma ke patient ko methi ka joshanda bana kar pilana or is mein honey shamil kar lena behad mufeed hai.

No comments:

Post a Comment