Surah Anaam Ka Wazifa

Surah Anaam Ka Wazifa

surah anaam ka wazifa

Hazrat Muhammad PBUH ne farmaya jo shakhs Namaz e Fajar parh kar Surah Anaam ke shru ki 3 Ayat parhta ha, uske yahan 40000 farishte utarte hein. Us ke liye 40000 farishto ki ibadat ka sawab likha jata ha. Aur us ke paas 7 aasmano ke upar se 1 farishta bheja ta ha us ke sath lohay ka 1 hathora hota ha. Agar shaitan us ke dil mein koi buri baat dalta ha to farishta use itna zor se marta ha ke uske aur us shaitan ke darmiyan 70 parday hail ho jate hein. Phir jab qayamat ka din hoga Allah Ta'la irshad farmaye ga: Mein tera parwardigar hoo aur tum Meray banday ho. Tum mere saya rehmat mein chalo aur Kosar se piyo aur salsabeel ghusal karo aru bila hisab o azab Jannat mein dakhil ho jao.

No comments:

Post a Comment