Keel Muhase Se Nijat

Keel Muhase Se Nijat

keel muhase se nijat
keel muhase se nijat ka totka
keel muhaso se nijat
keel muhase ka ilaj in urdu

Pakistan aur Afghanistan mein paye jane walay sheeree anar ki misaal kahi nahi milti. Is waqt anar ka mosam ha. Jis ka shumar pasandeeda phalon mein hota ha.
Anar taste mein jitna lazeez aur raseela hota ha itna hi health ke liye bhi mufeed hota ha.
Taste ke lihaaz se is ki 3 aqsaam hein. Anar sheeree, anar tursh aur anar manjoosh yani khatta meehta. Ye teeno hi aqsam health ke liye faida mand aur ghizai khusoosiyat se bharpoor hein.
Anar 1 mukammal ghizayat se bharpoor fruit ha jis mein fiber, protein, vitamin aur potassium wafar miqsar mein paya jata ha.
Anar heart aur brain ko farhat bakhshta ha aur deficiency of blood door karne ka 1 behtareen zariya ha.
Ye na sirf khoobsurti mein 4 chand lagata ha balke stomach aur liver ki kharabi ko bhi door karta ha.
Anar khooni bawaseer ya kisi aur tareekay se khoon ke zaya hone se paida hone wali kamzori ko fori tor par door karke quwat bahal karta ha. Is ke ilawa maleria, dengue, fever aur blood cancer jese deegar maraz ke lye pomegranate bohat mufeed ha.
Jigar mein safra ki zyadti, garmi, khoon ki kharabi, yarqan aur deegar disease ke lye anar se behtar koi aur cheez nahi.
Anar khane se chehre ke keel muhase bhi khatam ho jate hein aur sath hi ye body mein pani ki kami ko bhi door karta ha.
Anar weight loss ke liye bhi bohat mufeed ha aur calories ko control mein rakhta ha. This is the real way to get rid of acne

No comments:

Post a Comment