Rishte Ki Bandish Ka Tor

Rishte Ki Bandish Ka Tor

rishte ki bandish ka tor
har kisam ki bandish ka tor

Agar aap ya aap ke kisi aziz ke rishte mein koi rukawat ya bandish aa rahi hai to ye Wazifa zaroor karien. Rishta aata ho ya aa kar chala jata ho ya kisi ki khaas meherbani se aata hi na ho to aap ye Wazifa note karein.
Insha Allah 21 day is Wazife ko parhne ki baad rishte ki har rukawat har bandish khatam hogi. Quran Kareem ka Para # 19 Surah Furqan ki Ayat # 54 is Ayat ko baad Namaz e Isha 313 times 21 din tak parhein. Larka ya larki ke liye koi doosra bhi parh sakta hai. Insha Allah har rukawat door hogi or bohat jald aapko bohat munasbi or mozoon rishta milega.

No comments:

Post a Comment