Har Kisam Ki Bandish Or Jadoo Ka Tor

Har Kisam Ki Bandish Or Jadoo Ka Tor

har kisam ki bandish or jadoo ka tor
jadu se bachne ka Wazifa

Kiya aap kalay jadu black magic ka shikar hein? Ghar ki bandish ka tor, shadi ki bandish ka tor, karobar ki bandish ka tor, aulad ki bandish ka tor gharz har kisam ki bandish or jadoo ke tor ke liye sab se pehlay to aap roz subah buland awaz mein Surah Baqarah ghar mein lagayen is ke ilawa aap ye Wazifa bhi karein. Roz Namaze Isha ke baad ba wuzu Jaye Namaz par beth kar Surah Ikhlas, Surah Falaq or Surah Naas in teeno Soorto ko 11 11 martaba parehin. Ye amal kuch din karein, aap ki sari pareshniya or masail hal hongay.

No comments:

Post a Comment