Rizq Mein Barkat Ka Wazifa

Rizq Mein Barkat Ka Wazifa

rizq mein barkat ka wazifa
rizq mein barkat ka wazifa

Kiya aap ko rizq ki tangi ka samna hai? Kiya aap ki zindagi mushkilat mein ghiri hui hai? Or aap in problems ki waja se mayoosi ka shikar hein to aaj hum aapko 1 aesa amal batayengay jis ke karne se Insha Allah aap ke rizq mein bepanah izafa hoga or aapko tamam pareshanio se nijat mil jaye gi or aane wali pareshanio se bhi mehfooz rahengay, Insha Allah.
Har Namaz ke baad 7 martaba Ya Samadu, Ya Azizu, Ya Mughniu, Ya Nasiru parh liya karein, Insha Allah rizq mein bepanah izafa hoga, tamam mushkilat hal ho jayen gi or zindagi asan ho jaye gi.


rizq mein barkat ka wazifa

Amal: Har farz namaz ke baad yeh ism mubarak "Ya Wahabo" 100 martaba parhein, phir dil se dua karein ke Allah Paak aap ke rizq mein barkat aur izafa ata farmaaye.

Waqt: Is wazifa ko Jumeraat ya Jumma se shuru karein taakay mazeed barkat haasil ho.

Duration: Kam az kam 21 din tak pabandi se karein.

1 comment: