Apna Ghar Hasil Karne Ka Wazifa

Apna Ghar Hasil Karne Ka Wazifa

apna ghar hasil karne ka wazifa
Ye amal zati ghar ke liye bohat moassar hai, agar koi shakhs rent par ho or financially strong na hone ki waja se us mein zati makan banane ki sakat no ho to use chahiye ke ism mubarak "Ya Maliku" ko roz 10,000 martaba parhe ghar ke sab afrad mil kar parh sakte hein or kam az kam 3 saal tak is ism ko parhta rahe. Insha Allah, Allah Ta'la uski aesay zaraye se maali imdad karega ke wo soch bhi nahi sakega or apni khuwahish ke mutabiq zati makan bana lega.

3 comments:

  1. Assalam o aLikum
    Kya ye wazifa koi bhe kr sakta hai ya ijazat leni hai? Or agr leni hai to kya tariqa hai ijazat lene ka?

    ReplyDelete
    Replies
    1. Wa Alaikum Assalam!
      Ijazat ki zaroorat nahi hai.

      Delete
  2. Jazak Allah boht zbrdast wazifa share kiya h

    ReplyDelete