Sunnat e Rasool Se Motapa Khatam

Sunnat e Rasool Se Motapa Khatam

sunnat e rasool se motapa ka ilaj
motapa kam karne ka asan tarika
motapa kam karne ka asan nuskha

Hum aap ko khana khane ki kuch Sunnat batayengay jis par amal kar ke aap motapay se bach sakte hein.
1. Khane ke shru mein thora pani piyen or beech mein piyen, akhir mein bilkul pani mat piyen.
2. Khana hamesha zaroorat se kam khayen yani pait bhar kar na khayen.
3. Khana hamesha hath se khayen matlab spoon waghera use na karein, haath se khane se khana sahi hazam hota hai.
4. Hazrat Muhammad (Peace Be Upon Him) ne irshad farmaya: Mein taik laga kar khana nahi khata. (Shumail Tirmizi Hadees 131)
5. Jab bhook lage jab hi khayen baghair bhook ke na khayen.
6. Khana ache se chaba kar or aram se khayen.
Khana khane ki kuch sunnatein aap ko batai gai hein agar in par amal karein to aap motape se or bohat si beemarion se bach sakte hein.

No comments:

Post a Comment