Qatray Aane Ka Masla Desi Ilaj

Qatray Aane Ka Masla Desi Ilaj

qatray aane ka masla desi ilaj
qatray aane ka ilaj

Sirf 20 days mein mani ke qatray girna aesa khatam ke jesay qatron ka masla tha hi nahi. Desi tib ka intehai kargar nuskha jo mukhtasar to hai magar jaryan or ahtalam ke khatmay mein hazaron rupay ke nuskhay par bazi le jata hai.
Tukhm Konch 50 gram, Talmakhana 50 gram, Koza Misri 100 gram
Tamam ashya ka bareek safoof bana kar 5 gram subah, 5 gram sham 1 glass neem garam doodh ke sath lein, jaryan ahtalam ka naam o nishan nahi rahe ga.
Zarooi Hidayat: Is nuskha ko 20 days se ziyada use nahi karna.

No comments:

Post a Comment