Ganjapan Ka Gharelu Ilaj

Ganjapan Ka Gharelu Ilaj

ganjapan ka gharelu ilaj in urdu
ganjapan ka ilaj
ganjapan ka ilaj in urdu
ganjapan kaise door kare

 Rozana zaitoon ka tail sar mein daal kar ganj ki khoob malish kijiye Insha Allah is tarah band shuda masam khul jayengay or baal ugnay lagengay magar ye amal bohat dino tak jari rakhna hoga.
Sar mein piyaz ka rus tail ki tarah daalne se lices ka khatma ho jata hai nez beemari se jo baal jhar chukay hote hein dubara ug jate hein (Is se sar mein badboo ho jaye gi is soorat mein Majsi ka dakhila haram rahe ga lehaza sar achi tarah dho kar badboo khatam kar ke Masjid mein hazir ho).
Beard ya dar ke baal jharte ho ya ganj ho to 8 zaitoon ke garam kiye hue tail mein 1 spoon pure honey or 1 spoon bareek pisi hui daar cheeni mila lein phir jahan ke baal jharte ho wahan khoob maslin phir 5 minute ke baad dho lein ya naha lein bacha huwa oil dubara use kar sakte hein Insha Allah 12 din mein faida nazar aa jaye ga magar ta husoole shifa ye amal jari rakhye.
Kalonji pees kar mehendi mein mila kar sar mein lagane se kar ke baal jharna band ho jate hein.

Is It Possible To Grow Hair On Bald Patches 

Apply olive oil on the head and massage the bald head daily the blocked pores will open and hair will start growing, but this process has to be continued for many days.

Applying onion juice like oil on the head eliminates lice and regrows hair that has fallen out due to disease. 

If your beard or head hair is falling out or if you are bald, mix one spoonful of real honey and one spoonful of finely ground cinnamon in heated oil of eight olives, then massage it well where the hair falls out, then wash it off after five minutes or take a bath and you can use the remaining oil again, you will see the benefit in 12 days, but continue this process to achieve healing.

Grinding kalonji mixed with henna (Myrtle) and applying it on the scalp stops hair fall.

No comments:

Post a Comment