Qad Barhane Ka Wazifa

Qad Barhane Ka Wazifa

qad barhane ka Wazifa
height barhane ka wazifa
qad lamba karne ka wazifa
qad barhane ka rohani ilaj

Kiya aap ka qad chota hai? Jis ki waja se aksar aap ko sharmindagi ka samna rehta hai to is ke liye hum aap ko 1 aazmooda height barhane wala Wazifa batayengay. Jis se Insha Allah aap ke qad mein izafa hoga. Qad barhane ka Wazifa ye hai. Daily baad Namaze Fajar or baad Namaze Isha roz 313 dafa "Ya Qadiro Ya Qawiyyu" parhein, is amal ko 3 months tak karein. Ya phir Surah Yousuf ki pehli Ayat ko zarda ke rang or arqe gulab se 3 plates par likh kar 1 plate subah nihar moo, 1 Asar ke baad or 1 raat ko sotay waqt pani se dho kar 6 months tak musalsal piyen.

2 comments:

  1. Mene ubqari py parha hai k height barhane k liye daily subha sham ko 1 baar drood aur surah yousif ki pehli ayat phir durod parh k pani py dam kar k pene se height barh naegi

    ReplyDelete