Har Jaiz Hajat Poori Hone Ka Qurani Wazifa

Har Jaiz Hajat Poori Hone Ka Qurani Wazifa

har jaiz hajat poori hone ka Qurani Wazifa
har jaiz hajat poori hone ka Qurani amal
har jaiz hajat ke liye
jaiz hajat ke liye Wazifa

Namaz-e-Fajar ya Namaz-e-isha ke baad koi 1 waqt muqarrar kar lein or apnay maqsad ko zehan mein rakhte hue 500 martaba Surah Fatiha ki Ayat # 4 awal aakhir Durood Shareef 11, 11 martaba. Ye amal 41 din tak karein bila nagha. Agar ladies Wazifa karein to makhsoos ayam mein Wazifa na karein or pak hone ke baad ginti poori karein. Insha Allah is amal ki badolat har jaiz hajat o murad poori hogi.

No comments:

Post a Comment