Jism Ki Khushki Khatam Karne Ke Liye Asan Ghareloo Totka


dry skin ka ilaj




Aksar dekha gaya ha ke sardio mein jism ki berooni khushki ha wo ziyada ho jati ha specially un logon ki jin ka mizaj khushk ho or 1 waja or bhi ha agar aap garam pani se nahate hein to us ki waja se bhi jism ki khushki barh jati ha to jism ki khushki se nijat pane ke lye 4 table spoon roghane badam le lein or us mein 1 table spoon arqe gulab achi tarah mix kar ke bottle mein bhar ke rakh lein jab bhi aap nahane lage to ye oil pani walay balti ya tub mein 1 table spoon daal kar nahayen to Insha Allah is se aap ke jism ki khushki kam hogi.

Home Remedies For Dry Skin


It has often been observed that the external dryness of the body increases in winter, especially for those who have a dry temperament, and there is another reason, if you bathe with hot water, it also increases the dryness of the body. So, to get rid of body dryness, take 4 spoons of almond oil and mix it well with one spoon of rose water and keep it in a bottle. Every time you take a bath, put a spoonful of this oil in a bucket or tub of water and Insha Allah it will reduce the dryness of your body.

No comments:

Post a Comment