Ghar Mein Jadu Ki Waja Se Har Waqt Larai Jhagra Rehta Ho

Ghar Mein Jadu Ki Waja Se Har Waqt Larai Jhagra Rehta Ho

ghar mein jadoo ki waja se har waqt larai jhagra rehta ho
gharelu nachaki ka ilaj
gharelu nachaki roohani ilaj

Jis ghar mein jadoo ki waja se har waqt larai jhagra rehta ho baat baat par jhagre ki fiza qaaim ho jati ho ghar mein se koi bhi fard piyar o mohabbat se baat na karta ho to in mein mohabbat o ulfat ki gharz se ba wuzu halat mein Namaz-e-Fajar ke baad 101 bar Durood-e-Khizri parhe or pani par dam kare ye dam kiya huwa pani ghar ke tamam afrad ko pilade ya kisi tarah is pani mein mila de jis se ghar ke afrad aata goondh kar rotiyan pakate ho. 40 days tak isi tarah karein is doran Insha Allah ghar mein khair o barkat paida hogi ghar walo ki dilon mein aik doosray ke liye piyar o mohabbat ke jazbat paida hongay or wo aapas mein mohabbat o ittifaq se rehengay.

2 comments: