Aankhon Ki Thandak Ke Liye

Aankhon Ki Thandak Ke Liye

aankhon ki thandak ke liye


Chehre ke awariz mein phooli or thaki eyes, kelein, muhase, khushk or chikni jild qabil e zikar hein. In ke liye kheera, lemon, papeeta, badam or gajar mufeed hoti hein. Aankhein thaki or sooji hui ho to itminan se let kar kheere ke qatle in par jama dein ya phir taza papeetay ke qashein ya aalu ke tukre use karein. Half hour baad saaf pani se eyes wash kar lein.

Swelling and tired eyes, acne, dry and greasy skin are notable in the face disorders. Cucumber, lemon, papaya, almonds and carrots are useful to them. If the eyes are tired and swollen, lay them on the cucumbers or use fresh papaya mushrooms or potato slices. After half an hour wash your eyes with clean water.

No comments:

Post a Comment