Durood Kamilah/Nariya K Fazail

Durood Kamilah/Nariya K Fawaid

durood kamilah/nariya k fazail
benefits of reading durood nariya
benefits of reading durood kamilah
durood kamilah k fazail
durood nariya k fazail

Mazkoora bala Durood Sharif "Durood Kamilah ya Durood Nariya" kehlata hai. Hazrat Imam Qurtubi (R.A) is Durood Pak k baray mein farmatay hein k jo shakhs is ko rozana 41 martaba, 100 martaba ya is se ziyada martaba parhay ga to Allah Ta'la us k ghamo or pareshanio ko door kar dega uski  halat behtar ho jayegi, rizq mein izafa hoga, khair o barkat k darwazay us par khul jayengay or hawadisat zamana se mehfooz rahe ga.
Is ko parhnay ka kam az kam adad 11 martaba or akhri adad 4444 martaba hai. Har Namaz k baad kam az kam 11 martaba zaroor parha jaye.

2 comments: