Farz Namaz K Baad Kiya Zikar Karnay Chahiye

Farz Namaz K Baad Kiya Zikar Karnay Chahiye

Farz Namaz K Baad Kiya Zikar Karnay Chahiye
Farz Namaz Parhnay K Baad K Kalmaat

Rasool Allah (P.B.U.H) ne farmaya: Namaz k baad parhay janay walay chand kalmat aesay hein jin ka parhnay wala kabhi mehroom nahi hota ye kalmaat har Farz Namaz k baad 33 martaba Subhan Allah, 33 martaba Alhamdulillah or 33 martaba Allah Hu Akbar hein. (Sahi Muslim 596)

3 comments:

  1. Isha k Farz nimaz k baad tasbih k saat saat aik do hadees suna kar dua karnay ki shariyat mai koi gonjaish ya ijazat ha ya nahi,,,yani sunnat wittar parnay say pehlay himam sahib ya koi bi aik do hadees parrh kar muqtadion ko sunaye aur pir himam sahib dua kar lay aur uskay baad baqi nimaz yani sunnat aur wittar par liya jaye...

    ReplyDelete
  2. Plz mjhe ye btaden k ye tasbeeh farz rakat k baad prhni hai ya puri namaz prh k dua k baad prhni hai.

    ReplyDelete