Sura Ikhlas K Fazail

Surah Ikhlas K Fazail

Sura Ikhlas ke fazail

 Sura Ikhlas Ki Fazeelat

Sura Ikhlas rozana 200 dafa ba wuzu parhne se 9 faiday hasil  hote hein.
  1. Allah Rabbul Izzat 300 darwaze ghazab ke band karega. maslan dushmani, qehar, fitna waghera.
  2. 300 darwaze rehmat ke khole ga.
  3. 300 darwaze rizq ke khole ga. Allah Ta'la apne ghaib se rizq de ga baghair mehnat ke.
  4. Allah Pak apne ilm se ilm de ga, apne sabar se sabar or apni samajh se samajh dega.
  5. 36 martaba Quran Sharif khatam karne ka sawab dega.
  6. 50 saal ke gunah maaf hongay.
  7. Allah Pak jannat mein 20 bangle dega. Yaqoot, marjan, emerald ke bane huway honge. Har bangle mein 70000 darwaze hongay.
  8. 2000 rakat nafil parhne ka sawab mile ga.
  9. Jab bhi mare ga to janaze mein 110000 farishte shamuliyat karengay.

 

8 comments:

  1. Replies
    1. 200 bar 1 hi dafa me parhna hai ya thora thora din me kisi bh time parh skty hain for example 100 bar fajr me 100 zuhr ....

      Delete
  2. I have been reading Surah Ikhlas 200 times daily for almost 7 months and than Arsalay sawab to Prophet Muhammad PBUH and everyone after him depending upon their level. And I am enjoying what can not be disclosed. MashAllah

    ReplyDelete
  3. Please bataye surha ikhlaas padne kebaad apko lagta hai apko allaha ki marfat haasil hui hai

    ReplyDelete
  4. Did se paro bhai, zaroor hail hoghi lakin waqat lagta hai.

    ReplyDelete