Waldain k liye Khusoosi Dua

Waldain K Liye Khusoosi Dua

waldain ke liye khusoosi dua
A mere Rab! In dono (Mere maa baap) par Reham farma jesa ke unho ne bachpan mein meri parwarish ki. (Bani Israil 24)

Hazrat Abu Hurera (R.A) se riwayat hai ke Aap (P.B.U.H) ne farmaya ke naik admi ka Allah Ta'la Jannat mein 1 darja buland karta hai to wo poochta hai ke A Allah! mujhe yeh darja kiyoun mila hai to Allah Ta'la farmata hai teray betay ne tere liye bakhshish ki Dua ki hai chunacha waldain ke liye bakhshish or Rehmat ki Dua karte rehna chahiye.

No comments:

Post a Comment