Har Pareshani Se Nijat Ka Amal

Har Pareshani Se Nijat Ka Amal


Aaj hum aapko 1 aesa Wazifa batayengay jis se aap ki har jaiz hajat poori ho jaye gi or har mushkilat ka hal raat ko sote hue khuwab mein mil jayega,ye Wazifa har koi asani se kr sakta hai.
Raat ko sote waqt ba wuzu ho kar Ya Badiu parhte hue yaqeen ke sath so jaye Insha Allah aapki har jaiz hajat poori hogi or aapko aap ki pareshani ka hal khuwab mein mil jayega, Insha Allah.

No comments:

Post a Comment