Har Pareshani Se Nijat Ka Wazifa

Har Pareshani Se Nijat Ka Wazifa

har pareshani se nijat ka wazifa

Kiya aap ka koi maqsad hai? or aap chahte hein ke wo poora ho or aap ki har pareshani khatam ho jaye to is ke liye hum aap ko bohat chota sa nihayat mukhtasar Wazifa batayengay jis se jald az jald aap ki murad poori hogi or aap ki tamam pareshaniya khatam ho jayengi.
Roz baad Namaz e Asar jaye Namaz par beth kar 3 dafa Surah Ikhlas parhein or Dua karein Insha Allah aap ki har jaiz murad poori hogi or aap ki tamam pareshaniya khatam ho jayengi.

No comments:

Post a Comment