Malaria Ka Gharelu Ilaj

Malaria Ka Gharelu Ilaj

malaria ka gharelu ilaj
maleria ka ghareloo ilaj
malaria treatment in urdu
malaria ka desi ilaj

Apple ka use karne se fever jald theek ho jata  ha.
Sonth, dhanya barabar quantity mein mila kar pees lein. Din mein 3 bar pani se phank liya karein, fever nahi hoga.
Lassi peene se 4th day aane wala malaria theek ho jata ha.
Malaria bukhar mein amrood ka use karne se faida hota ha.
Lemon mein kali mirch or namak bhar kar chooste rehnse malaria bukhar ki garmi door ho jati ha.
Lehsan ka rus malaria aane se pehle hath paon ke nails par lap diya karein.
Lehsan ka rus 1 chamcha mein tila ka oil 1 chamcha mila kar bukhar aane se pehle har ghantay baad das drops zaban par daal kar mutawatar 4 din tak chooste rehne se malaria nahi aaye ga.

No comments:

Post a Comment